zindagi ek safar hai suhana
yahan kal kya ho kisne jaana
zindagi ek safar hai suhana
yahan kal kya ho kisne jaana
zindagi ek safar hai suhana
yahan kal kya ho kisne jaana
chand taaron se chalna hai aagey
asmaanon se badna hai aagey
chand taaron se chalna hai aagey
asmaanon se badna hai aagey
pichhe reh jayega yeah zamana
yahan kal kya ho kisne jaana
zindagi ek safar hai suhana
yahan kal kya ho kisne jaana
haste gate jahan se guzar
duniya ki tu parvah na kar
haste gate jahan se guzar
duniya ki tu parvah na kar
muskurate huay dain bhitana
yahan kal kya ho kisne jaana
zindagi ek safar hai suhana
yahan kal kya ho kisne jaana
muat aani hai aayegi ik din
jaan jaani hai jayegi ik din
muat aani hai aayegi ik din
jaan jaani hai jayegi ik din
aisi baaton se kya ghabrana
yahan kal kya ho kisne jaana
zindagi ek safar hai suhana
yahan kal kya ho kisne jana