Tere pyaar ki tamanna, Game zindagi ke saye
Badi tezz aandhiya hain, Ye chiraag bujh na jaye
Tere pyaar ki tamanna, Game zindagi ke saye
Badi tezz aandhiya hain,Ye chiraag bujh na jaye
Tere pyaar ki tamanna,Game zindagi ke saye
Hai ajib dastaa kuch,Ye hamari dastaa bhi

Kabhi tum samaj na paye,Kabhi hum suna na paye
Tere pyaar ki tamanna,Game zindagi ke saye
Badi tezz aandhiya hain,Ye chiraag bujh na jaye
Tere pyaar ki tamanna,Game zindagi ke saye
Na fajaa hain apne bas mein,Na nazar mein hain kinara

Kahi mere dil ki kashti,Na bhanwar me dub jaye
Tere pyaar ki tamanna,Game zindagi ke saye
Badi tezz aandhiya hain,Ye chiraag bujh na jaye
Tere pyaar ki tamanna,Game zindagi ke saye
Koyi hal tu hi bata de, Mere dil ki kashmakash ka

Tujhe bhulana bhi chaha, Teri yaad bhi sataye