Boonde kya kahati hai suno
ji bhar ke pyar hamese karo
Boonde kya kahati hai suno
ji bhar ke pyar hamese karo
Adhura aaj naa apna koi bhi khaab rah jaaye
bina puri tarah bhige abb chain naa aaye
tammna hai ki joro ki barasat ho jaaye
bina puri tarah bhige abb chain naa aaye
tammna hai ki joro ki barasat ho jaaye
baadlon ki tarah tumpe chaa jaau mein
aaj puri tarah tera ho jaau mein
Bijliya gir rahi hai yaha se waha
chod ke mein tumhe jaau bhi to kaha
lagi hai aag kuch aasi bujhaye bujh nhi paye
mujhe jis baat ka dar tha wo aaj ho jaaye
tammna hai ki joro ki barasat ho jaaye
bina puri tarah bhige abb chain naa aaye
tammna hai ki joro ki barasat ho jaaye
tammanoo ki baarish mein dilo ko bheg jaane do
naya sa mor ek de do mohabbat ke fasane ko
chale aandi chale tufaa chale yeh silsila yuh hi
simat jaao lipat jaao tumhe naa aaj rokungi
najara iss tarah ka ho paani bhi jal jaaye
tammna hai ki joro ki barasat ho jaaye
bina puri tarah bhige abb chain naa aaye
tammna hai ki joro ki barasat ho jaaye
Jise zindagi dhoondh rahi hai
Kya ye woh makaam mera hai
Yahaan chain se bas ruk jaaun
Kyun dil ye mujhe kehta hai
Jazbaat naye se mile hain
Jaane kya asar ye huaa hai
Ik aas mili phir mujhko
Jo qubool kisi ne kiya hai
Haan…
Kisi shaayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Hmm…
Jaise koi kinaara
Deta ho sahaara
Mujhe wo mila kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare woh shehar
Dard mere woh bhula hi gayaa
Kuch aisa asar huaa
Jeena mujhe phir se woh sikha raha
Hmm.. Jaise baarish kar de tar
Yaa marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Muskaata yeh chehra
Deta hai jo pehraa
Jaane chhupata kya dil ka samandar
Auron ko toh har dum saaya deta hai
Woh dhoop mein hai khada khud magar
Chot lagi hai usey,
Phir kyun mehsoos mujhe ho raha hai
Dil tu bata de kya hai iraada tera
Main parinda besabar
Tha uda jo darbadar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjarey ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjarey ko ghar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar…
Jaise banjare ko ghar….